Kabhi kabhi ek ajnabi apne se bhi zyada ban jaata hai,
jab apne hi ajnabi ban jaate hain!
Aaj laga ki hum bhi kuchh hain, hamara bhi koi wajood hai.
Ehsaas hua ki hum adhoore nahi,
Aur pehchaan hamari sirf ek muskurahat nahi...
Sawaalon ka kaafila aa raha tha door se,
They iss intezaar mein ki woh kab hamein gher le aur kab hum jawaab de,
Par jab woh guzar gaya bagal se, bina hamein dekhe ya chuye, dil mein teer sa chubha aur phir se sannata chhaa gaya!

Comments
Post a Comment